
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics
Barson Ke Intezaar Ka Anjaam Likh Diya
Kaagaz Pe Shaam Kaat Ke Phir Shaam Likh Diya
برسوں کے انتظار کا انجام لکھ دیا
کاغذ پہ شام کاٹ کے پھر شام لکھ دیا
Bikhri Padi Thi Toot Ke Kaliyan Zameen Par
Tarteeb De Ke Maine Tera Naam Likh Diya
بکھری پڑیں تھیں ٹوٹ کے کلیاں زمین پر
ترتیب دے کے میں نے تیرا نام لکھ دیا
Aasan Nahi Tarq E Muhabbat Ki Dastaan
Do Aansuon Ne Aakhiri Paigaam Likh Diya
آساں نہیں تھی ترکِ محبت کی داستاںدو آنسوؤں نے آخری پیغام لکھ دیا
Humko Kisi Ke Husn Ne Shayar Bana Diya
Hoton Ka Naam Le Na Sake Jaam Likh Diya
ہم کو کسی کے حسن نے شاعر بنا دیا
ہونٹوں کا نام لے نہ سکے جام لکھ دیا
Allah Zindagi Se Kahan Tak Nibhaun Main
Us Bewafa Ke Saath Mera Naam Likh Diya
اللہ زندگی سے کہاں تک نبھاؤں میں
اُس بیوفا کے ساتھ میرا نام لکھ دیا
Taqseem Ho Rahi Thi Khudai Ki Naimatein
Ik Ishq Bach Gaya So Mera Naam Likh Diya
تقسیم ہو رہی تھیں خدائی کی نعمتیں
اک عشق بچ گیا سو مِرے نام لکھ دیا
Qaisar Kisi Ki Den Hai Ye Shayari Meri
Uski Ghazal Pe Kisne Mera Naam Likh Diya
قیصر کسی کی دین ہے یہ شاعری میری
اُسکی غزل پہ کس نے میرا نام لکھ دیا Har Tarah Ke Jazbaat Ka Elaan Hain AankheinTumharay Qaaflay Ka Har Ghari Manzar Badalta HaiSaare Rishte Tabah Kar Aaya – Jaun Elia GhazalAate Aate Mera Naam Sa Reh Gaya – Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO