
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Baad Muddat Use Dekha Logo
Parveen Shakir Poetry
Baad muddat usse dekha logo
Wo zara bhi nahi badla logo
بعد مُدت اُسے دیکھا، لوگو
وہ ذرا بھی نہیں بدلا ، لوگو Khush na tha mujh se bichar ker
Uss kay chehrey per likha tha logo خُوش نہ تھا مُجھ سے بچھڑ کر وہ بھیاُس کے چہرے پہ لکھا تھا، لوگو
Uss ki ankhien bhi kehe deti thein
Raat bhar wo bhi na soya logo
اُس کی آنکھیں بھی کہے دیتی تھیںرات بھر وہ بھی نہ سویا ، لوگو Ajnabi bann kay jo guzzra hai abhi
Tha kisi waqt mein apna logo اجنبی بن کے جو گزرا ہے ابھیتھا کِسی وقت میں اپنا ، لوگو Dost tou khair koi kis ka hai
Uss ne dushman bhi na samjha logo دوست تو خیر کوئی کس کا ہےاُس نے دشمن بھی نہ سمجھا ، لوگو Raat wo dard meray dil mein utha
Subah tak chain na aaya logo رات وہ درد مرے دل میں اُٹھاصبح تک چین نہ آیا ، لوگو Piyas sehraon ki phir teez hui
Abbr phir toot ker barsa logo پیاس صحراؤں کی پھر تیز ہُوئیاَبر پھر ٹوٹ کے برسا ، لوگو Wo Chandni Ka Badan Khushbuon Ka Saya – Bahsir BadrAbr Barsa Na Hawa Taiz Chali Hai Ab Kay – Mohsin NaqviTum Ko Dekha To Yeh Khayal Aaya – Jagjit Singh LyricsAaja Meri Barbaad Mohabbat Ke Sahare – Noor Jahan Lyrics
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO