
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Asha’ar Mere Yuun To Zamane Ke Liye Hain
Asha’ar Mere Yuun To Zamane Ke Liye Hain
Kuchh Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain
اشعار مرے یوں تو زمانے کے لیے ہیں
کچھ شعر فقط ان کو سنانے کے لیے ہیں
Ab Ye Bhi Nahin Thiik Ki Har Dard Mita Den
Kuchh Dard Kaleje Se Lagane Ke Liye Hain
اب یہ بھی نہیں ٹھیک کہ ہر درد مٹا دیں
کچھ درد کلیجے سے لگانے کے لیے ہیں To BaḌi Cheez Hai Tahzib Badan Ki
Varna Ye Faqat Aag Bujhane Ke Liye Hain سوچو تو بڑی چیز ہے تہذیب بدن کیورنہ یہ فقط آگ بجھانے کے لیے ہیں
Ankhon Men Jo Bhar Loge To Kanton Se Chubhenge
Ye ḳhvab To Palkon Pe Sajane Ke Liye Hain
آنکھوں میں جو بھر لو گے تو کانٹوں سے چبھیں گے
یہ خواب تو پلکوں پہ سجانے کے لیے ہیں Dekhūn Tire Hathon Ko To Lagta Hai Tire Hath
Mandir Men Faqat Diip Jalane Ke Liye Hain دیکھوں ترے ہاتھوں کو تو لگتا ہے ترے ہاتھمندر میں فقط دیپ جلانے کے لیے ہیں
Ye Ilm Ka Sauda Ye Risale Ye Kitaben
Ik Shaḳhs Ki Yadon Ko Bhulane Ke Liye Hain
یہ علم کا سودا یہ رسالے یہ کتابیں
اک شخص کی یادوں کو بھلانے کے لیے ہیں جاں نثار اختر Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahBaat Phoolon Ki Suna Karte They – Urdu Ghazal PoetryHusn Ka Ek Aah Ne Chehra Nidhaal Kar Diya – Urdu PoetryAawargi Mein Mohisn Is ko Bhi Hunar Jana – Mohsin Naqvi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO