
Table of Contents
Asar Kare Na Kare, Sun To Le Meri Faryad
Bal-e-Jibril
Asar Kare Na Kare, Sun To Le Meri Faryad
Nahi Hai Dad Ka Talib Ye Banda’ay Azad
اثر کرے نہ کرے ، سن تو لے مری فریاد
نہیں ہے داد کا طالب یہ بندہء آزاد Ye Musht-e-Khaak, Ye Sar Sar, Ye Wusaat-e-Aflak
Karam Hai Ya Ke Sitam Teri Lazzat-e-Ijad یہ مشت خاک ، یہ صرصر ، یہ وسعت افلاککرم ہے یا کہ ستم تیری لذت ایجاد Thehar Saka Na Huwa’ay Chaman Mein Khaima’ay Gul
Ye Hai Fasal-e-Bahari, Ye Hai Baad-e-Murad ٹھہر سکا نہ ہوائے چمن میں خیمہء گلیہی ہے فصل بہاری ، یہی ہے باد مراد Kasoorwar, Ghareeb-ud-Diyar Hun, Lekin
Tera Kharaba Farishte Na Kar Sake Abad قصور وار ، غریب الدیار ہوں لیکنترا خرابہ فرشتے نہ کر سکے آباد Meri Jafa Talbi Ko Duaen Deta Hai
Woh Dasht-e-Sada, Woh Tera Jahan-e-Bebunyad مری جفا طلبی کو دعائیں دیتا ہےوہ دشت سادہ ، وہ تیرا جہان بے بنیاد Khatar Pasand Tabiyat Ko Saazgaar Nahin
Woh Gulistan Ke Jahan Ghaat Mein Na Ho Sayyad خطر پسند طبیعت کو ساز گار نہیںوہ گلستاں کہ جہاں گھات میں نہ ہو صیاد Maqam-e-Shauq Tere Qudsiyon Ke Bus Ka Nahin
Unhi Ka Kaam Hai Ye Jin Ke Hosle Hain Zayyad مقام شوق ترے قدسیوں کے بس کا نہیںانھی کا کام ہے یہ جن کے حوصلے ہیں زیاد Musalman Ke Lahoo Mein Hai, Saliqa Dil Nawazi Ka – Allama IqbalMusalman Ke Lahoo Mein Hai, Saliqa Dil Nawazi Ka – Allama IqbalKhird-Mandon Se Kya Puchon Ke Meri Ibtida Kya Hai – Allama Iqbal
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO