
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Apni Ana Ki Aaj Bhi Taskin Humne Ki – Urdu Poetry
apni ana ki aaj bhi taskin hum ne ki
ji bhar ke us ke husn ki tauhin hum ne ki اپنی انا کی آج بھی تسکین ہم نے کیجی بھر کے اس کے حسن کی توہین ہم نے کی
lahje ki tez dhaar se zakhmi kiya use
paiwast dil mein lafz ki sangin hum ne ki
لہجے کی تیز دھار سے زخمی کیا اسےپیوست دل میں لفظ کی سنگین ہم نے کی laye ba-ru-e-kar na husn o jamal ko
mauqa tha phir bhi raat na rangin hum ne ki لائے بروئے کار نہ حسن و جمال کوموقع تھا پھر بھی رات نہ رنگین ہم نے کی
ji bhar ke dil ki maut pe rone diya use
pursa diya na sabr ki talqin hum ne ki
جی بھر کے دل کی موت پہ رونے دیا اسےپرسا دیا نہ صبر کی تلقین ہم نے کی dariya ki sair karne akele chale gaye
sham-e-shafaq ki aap hi tahsin hum ne ki دریا کی سیر کرنے اکیلے چلے گئےشام شفق کی آپ ہی تحسین ہم نے کی Bandh Lein Hath Pe Senay Pe Saja Lein Tumko – Wasi ShahRahon Pe Nazar Rakhna Honton Pe Dua Rakhna – PoetryKalam Karti Nahi Bolti Bhi Jati Hai – Sad Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO