
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Angrai Bhi Wo Lene Na Paye Utha Ke Hath
Urdu Ghazal
Angrai bhi wo lene na paye utha ke hath
Dekha jo mujh ko chord diye muskura ke hath
انگڑائی بھی وہ لینے نہ پائے اٹھا کے ہاتھ
دیکھا جو مجھ کو چھوڑ دیے مسکرا کے ہاتھ Yeh bhi naya sitam hai hina tou lagaein gair
Aur iski dad chahein woh mujh ko dikha ke hath یہ بھی نیا ستم ہے حنا تو لگائیں غیراور اس کی داد چاہیں وہ مجھ کو دکھا کے ہاتھ
Qasid!tere bayan se dil esa tehar gya
Goya kisi ne rakh dia seene pe aa ke hath
قاصد ترے بیاں سے دل ایسا ٹھہر گیا
گویا کسی نے رکھ دیا سینے پہ آ کے ہاتھ Kooche se tere uthain tou phir jaen kahan
Bethy hain yan tou dono jahan se utha ke hath کوچے سے تیرے اٹھیں تو پھر جائیں ہم کہاںبیٹھے ہیں یاں تو دونوں جہاں سے اٹھا کے ہاتھ Dunya woh iska sagar myy yaad hai nazam
Moun phair ka idhar ko udhar ko barha ke hath دینا وہ اس کا ساغرِ مے یاد ہے نظامؔمنہ پھیر کر ادھر کو ادھر کو بڑھا کے ہاتھ Kuch Maine Kahi Hai Na Abhi Usne Suni Hai – Arzoo LakhnaviDeewana Banana Hai Tou Deewana Bana De – Behzad LakhnawiTujhe Kya Khabar Mere Be-Khabar by Naseer Turabi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO