Owning a car is more than just enjoying the drive; it’s about maintaining its beauty and value. The road can...
Read moreTable of Contents
Allama Iqbal 2 Line Poetry
Allama Iqbal Shayari
Milega Manzil Maqsood Ussi Ko Charagh
Andheri Shba Mein Hain Cheety Ki Ankh Jis Ka Charagh
Iqbal Motivational Poetry
Ye Ghazi Ye Tere Purisrar Bande
Jinhain Tune Bakhsha Hai Zouqw Khudai
Do-Neem Inki Thokar Se Sehra o Darya
Simat Kar Pahar Inki Haibat Se Rayi
https://www.youtube.com/watch?v=BC93nf0KbZw
Nahi Tera Nasheman Qasre Sultani Ke Gumbad Par
Tu Shaheen Hai basera Kar Paharon Ki Chatano’n Mein
Jab Ishq Sikhata Hai Adab-e-Khud Agahi
Khulte Hai Ghulamon Par Asrar e Shehanshahi
Tu Shaheen Hai Parwaz Hai Kaam Tera
Tere Samne Aasmaan Or Bhi Hain
Mein Tujhko Btata Hun Taqdeer-e-Umam Kya Hai
Shamsheer o Sana’n Awal Taw’os o Rubab Aakhir
Buton Se Tujh Ko Umeedain, Khuda Se Naumeedi
Mujhe Bata To Sahi Aur Kafiri Kya Hai!
Tere Azad Bandon Ki Na Ye Dunya, Na Woh Dunya
Yahan Merne Ki Pabandi, Wahan Jeene Ki Pabandi
Hakeemi, Na-Musalmani Khudi Ki
Kaleemi, Ramz-e-Pinhani Khudi Ki
Tujhe Gurr Faqr-o-Shahi Ka Bata Doon
Ghareebi Mein Nighebani Khudi Ke!
Khudi ko kar buland itna ke har taqder se pehle
Khuda bande se ye poche bata teri raza kia hai
Sitaron Say aagey Jahan Or Bhi Hain
(Allama Iqbal 1 Line Poetry)
Samjhe Ga Zamana Teri Ankhon Ke Ishare
Dekhain Ge Tujhe Door Se Gardoon Ke Sitare
Na-Paid Tere Behar-e-Takhiyyul Ke Kinare
Pohanche Ge Falak Tak Teri Aahon Ke Shirare
Tameer-e-Khudi Kar, Asar-e-Aah-e-Rasa Dekh!
Ho Halqa-e-Yaran To Baresham Ki Tarah Naram
Razm-e-Haq-o-Batil Ho To Foulad Hai Momin
Maqam-e-Zikr, Kamalat-e-Rumi-O-Attar
Maqam-e-Fikr, Maqalat-e-Bu Ali Seena
Maqam-e-Fikr Hai Pemaish-e-Zaman-o-Makan
Maqam-e-Zikr Hai Subhana Rubi Al Aala
Sikhlayi Farishton Ko Adam Ki Tarap Iss Ne
Ko Sikhata Hai Adaab-e-Khudawandi!
Faqt Nigah Se Hota Hai Faisla Dil Ka
Na Ho Nigah Mein Shaukhi To Dilbari Kya Hai
Kabhi Tanhai-e-Koh-o-Daman Ishq
Kabhi Souz-o-Suroor-o-Anjuman Ishq
Kabhi Sarmaya-E-Mehrab-o-Manbar
Kabhi Moula Ali (R.A.) Khaybar Shikan Ishq!
Socha Bhi Hai Ae Mard-e-Musalman Kabhi Tu Ne
Kya Cheez Hai Foulad Ki Shamsheer-e-Jigar Dar
Uss Bait Ka Ye Misra-e-Awwal Hai Ke Jis Mein
Poshida Chale Ate Hain Touheed Ke Asrar
Owning a car is more than just enjoying the drive; it’s about maintaining its beauty and value. The road can...
Read more© Copyright 2024 | All Rights Reserved | Powered By Urdu Nama| Mail on Us :
Guestpost@geniusupdates.com