Table of Contents
Ajnabi khwahishein seene mein daba bhi na sakun
Aise ziddi hai parinde ke uda bhi na sakun
اجنبی خواہشیں سینے میں دبا بھی نہ سکوں
ایسے ضدی ہیں پرندے کہ اڑا بھی نہ سکوں
Phoonk daluga kisi roz ye dil ki duniya
Ye tera khat to nahi hai ki jala bhi na sakun
پھونک ڈالوں گا کسی روز میں دل کی دنیا
یہ ترا خط تو نہیں ہے کہ جلا بھی نہ سکوں
Meri ghairat bhi koi shey hai ki mehfil mujhe
Usne iss tarh bulaya ki jaa bhi na sakun
مری غیرت بھی کوئی شے ہے کہ محفل میں مجھے
اس نے اس طرح بلایا ہے کہ جا بھی نہ سکوں
aik na aik roz kahi dhoondh hi loonga mein tujhko
Tokhre zahar hai hai ki mein kha bhi na sakun
پھل تو سب میرے درختوں کے پکے ہیں لیکن
اتنی کمزور ہیں شاخیں کہ ہلا بھی نہ سکوں
Phal tou mere sab darakhaton ke pake hai lekin
Itni kamzor hai shakhein keh hila bhi na sakun
اک نہ اک روز کہیں ڈھونڈ ہی لوں گا تجھ کو
ٹھوکریں زہر نہیں ہیں کہ میں کھا بھی نہ سکوں
Kahin Akele Mein Mil Kar Jhinjhord Dunga Ussay – Rahat Indori
Teri Har Baat Mohabbat Mein Gawara Kar Ke – Rahat Indori
Roz Taaron Ko Numaish Mein Khalal Parta Hai – Rahat Indori Ghazal