
Table of Contents
Adab Ki Hadd Mein Hoon, Be-Adab Nahi Hota
Bashir Badr Poetry
Adab Ki Hadd Mein Hoon, Be-Adab Nahi Hota
Tumhara Tazkara Ab Roz-O-Shab Nahi Hota
ادب کی حد میں ہُوں مَیں بے ادب نہیں ہوتا
تمھارا تذکرہ، اب روز و شب نہیں ہوتا Kabhi Kabhi Chalak Parthi Hein Yunhi Ankhein
Udaas Honey Ka Koi Sabab Nahi Hota کبھی کبھی تو چَھلک پڑتی ہیں یونہی آنکھیںاُداس ہونے کا ، کوئی سبب نہیں ہوتا Mein Waldein Ko Yeh Baat Kaise Samjhaaon
Muhabatoon Me Hasab Nasab Nahi Hota میں والدین کو، یہ بات کیسے سمجھاؤں محبّتوں میں حسب ونسب نہیں ہوتا Kai Ameero’n Ki Mehromiyaan Na Poch Ke Bas
Ghareeb Hone Ka Ehsaas, Ab Nahi Hota کئی امِیروں کی محرُومِیاں نہ پُوچھ کہ بسغرِیب ہونے کا احساس اب نہیں ہوتا Wahan Ke Log Baray Dil Faraib Hotay Hain
Mera Behakna Bhi Kuch Ajab Nahi Hota وہاں کے لوگ بڑے دِلفریب ہوتے ہیںمِرا بہکنا بھی کوئی عجب نہیں ہوتا Mei Us Zameen Ka Deedaar Karna Chahta Hon
Jahan Kabhi Bhi Khuda Ka Ghazab Nahi Hota میں اُس زمین کا دِیدار کرنا چا ہتا ہُوں جہاں کبھی بھی، خُدا کا غضب نہیں ہوتا Safar-E-Wafa Ki Raah Mein Manzil Jafa Ki Thi – Sad PoetryPaani Aankh Mein Bhar Kar Laya Ja Sakta Hai – Abbas TabishTeri Aankhon Ka Ye Kajal Bara Anmol Lagta Hai – Love Poetry
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO