
Table of Contents
Ab Woh Toofan Hai Na Shor Hawaon Jaisa
Mohisn Naqvi Poetry Collection
Ab woh toofan hai na shor hawaon jaisaDil ka aalam hai tere baad khalaon jaisa
اب وہ طوفاں ہے نہ وہ شور ہواؤں جیسا
دل کا عالم ہے ترے بعد خلاؤں جیسا
kash duniya mere ehsas ko wapas kar deKhamushi ka wahi andaz sadaon jaisa کاش دنیا مرے احساس کو واپس کر دے
خامشی کا وہی انداز صداؤں جیسا pas rah kar bhi hamesha wo bahut dur milaus ka andaz-e-taghaful tha khudaon jaisa پاس رہ کر بھی ہمیشہ وہ بہت دور ملا
اس کا انداز تغافل تھا خداؤں جیسا kitni shiddat se bahaaron ko tha ehsas-e-maalphul khil kar bhi raha zard khizaon jaisa کتنی شدت سے بہاروں کو تھا احساس مآل
پھول کھل کر بھی رہا زرد خزاؤں جیسا kya qayamat hai ki duniya use sardar kahejis ka andaz-e-sukhan bhi ho gadaon jaisa کیا قیامت ہے کہ دنیا اسے سردار کہے
جس کا انداز سخن بھی ہو گداؤں جیسا phir teri yaad ke mausam ne jagae mahsharphir mere dil mein uTha shor hawaon jaisa پھر تری یاد کے موسم نے جگائے محشر
پھر مرے دل میں اٹھا شور ہواؤں جیسا barha khwab mein pa kar mujhe pyasa ‘mohsin’us ki zulfon ne kiya raqs ghaTaon jaisa بارہا خواب میں پا کر مجھے پیاسا محسنؔ
اس کی زلفوں نے کیا رقص گھٹاؤں جیسا Agarche Main Ek Chatan Sa Aadmi Raha Hun – Mohsin NaqviUjre Hue Logon Se Gurezan Na Hua Kar – Mohsin Naqvi PoetryBharkain Meri Pyas Ko Aksar Teri Ankhein – Mohsin Naqvi ShayariSUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!