
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Ab Kis Se Kahein Aur Kon Sune, Jo Haal Tumhare Bad Hua
Ab kis se kahein aur kon sune jo haal tumhare baad huaIs dil ki jheel si ankhon main ik khawb bohat barbaad hua اب کس سے کہیں اور کون سنے جو حال تمہارے بعد ہوااس دل کی جھیل سی آنکھوں میں اک خواب بہت برباد ہوا Yeh hijr-hava bhi dushman hai is naam ke saare rangon kiWoh naam jo mere honton pr khushbuu ki tarah abaad raha یہ ہجر ہوا بھی دشمن ہے اس نام کے سارے رنگوں کیوہ نام جو میرے ہونٹوں پر خوشبو کی طرح آباد ہوا Us sheher me kitne chehre they kuch yaad nahi sab bhool gayeIk shakss kitabon jesa tha woh shakss zubaani yaad hua اس شہر میں کتنے چہرے تھے کچھ یاد نہیں سب بھول گئےاک شخص کتابوں جیسا تھا وہ شخص زبانی یاد ہوا Woh apne gaaon ki galiyan thi dil jin main nachta gaata thaAb iss se fark nahi parta nashaad hua ya shaad hua وہ اپنے گاؤں کی گلیاں تھیں دل جن میں ناچتا گاتا تھااب اس سے فرق نہیں پڑتا ناشاد ہوا یا شاد ہوا Benaam satayesh rehti thi in gehri saanvli aankhon mainAissa to kabhi socha bhi na tha dil ab jitna bedaad hua بے نام ستائش رہتی تھی ان گہری سانولی آنکھوں میںایسا تو کبھی سوچا بھی نہ تھا دل اب جتنا بیداد ہوا Khud Waqt Mere Sath Chala Wo Bhi Thak Gaya – Mohsin NaqviTo Apne Phool Se Honton Ko Raigaan Mat Kar – URDUNAMA.NETShab-E-Wasl Thi Chandni Ka Samaan Tha – Haider Ali AtishAawargi Mein Mohisn Is ko Bhi Hunar Jana – Mohsin Naqvi
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO