Ghazals Parveen Shakir Ab Bhala Chord ke Ghar kia Karty – Parveen Shakir Poetry urdunama June 1, 2021 Table of Contents ToggleAb Bhala Chord ke Ghar kia KartyParveen Shakir Poetry Ab Bhala Chord ke Ghar kia KartyParveen Shakir Poetry Ab bhala chord ke ghar kia kartyShaam ky waqat safar kia karty اب بھلا چھوڑ کے گھر کیا کرتےشام کے وقت سفر کیا کرتے Teri masrofiatain janty hainApny anay ki khabar kia karty تیری مصروفیتیں جانتے ہیںاپنے آنے کی خبر کیا کرتے Jab sitary hi nahi mil payeLe ky hum shams o qamar kia karty جب ستارے ہی نہیں مل پائےلے کے ہم شمس و قمر کیا کرتے Wo musafir hi khuli dhoop ka thaSaye phela ky shajar kia karty وہ مسافر ہی کھلی دھوپ کا تھاسائے پھیلا کے شجر کیا کرتے Khak hi awal o akhir thehriKar ky zary ko gohar kia karty خاک ہی اوّل و آخر ٹھہریکر کے ذرّے کو گہر کیا کرتے Raye pehly sy bana li tu nyDil main ab hum try ghar kia karty رائے پہلے سے بنا لی تو نےدل میں اب ہم ترے گھر کیا کرتے Ishq ne sary saleeqy bakhshyHusn sy kasb e hunar kia kartyعشق نے سارے سلیقے بخشےحسن سے کسبِ ہنر کیا کرتےWoh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega – By Parveen ShakirAb Woh Toofan Hai Na Shor Hawaon Jaisa – Mohisn Naqvi PoetryMeri Rooh Mein Jo Utar Sakay Woh Muhabbtain Mujhe ChahiyeinSUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL! Continue Reading Previous: Woh To Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega – By Parveen ShakirNext: Kamal-e-Zabt Ko Khud Bhi Tou Azmaungi – Parveen Shakir Poetry Related Stories Parveen Shakir Ek Shakhs Ko Dekha Tha Taron Ki Tarha Hamney – Parveen Shakir urdunama December 22, 2021 Parveen Shakir Chaand Meri Tarah Pighalta Raha – Parveen Shakir Poetry urdunama December 22, 2021 Parveen Shakir Zillat-E-Tanhai Se Ghabra Ke Aayi Hoon – Parveen Shakir urdunama December 22, 2021