Ab Aur Jeene Ki Soorat Nazar Nahi Aati
Ab aur jeene ki surat nazar nahi aati
Kisi tarah bhi achi khabar nazar nahi aati
اب اورجینے کی صورت نظر نہیں آتی
کسی طرف سے بھی اچھی خبر نہیں آتی
Ussi ke aas main hai dil ka hujraa tareek
Woh roshni jo kabhi mere ghar mein nahi aati
اس کے آس میں ہے دل کا حجرہء تاریک
وہ روشنی جو کبھی میرے گھر نہیں آتی
Woh meherbaan hai to mehraab-o-baam tak na rahe
Yeh dhoop kyon pas-ey dar o deewar nahi aati
وہ مہرباں ہے تو محراب و بام تک نہ رہے
یہ دھوپ کیوں پسِ دیوار و دَر نہیں آتی
Rah e Hayaat mein ab koi aesa morr nahi
Ke jis ke baad teri rahguzar nazar nahi aati
رہِ حیات میں اب کوئی ایسا موڑ نہیں
کہ جس کے بعد تری رہگزر نہیں آتی
Qabooliyat ki hai gharri to us ko maang hi loon
Ke yeh gharri kabhi baar-e-dagar nahi aati
قبولیت کی ہے ساعت تو اس کو مانگ ہی لیں
کہ یہ گھڑی کبھی بارِ دِگر نہیں آتی
Saraaye khaana dunyiyaa main shaam hoti hai
Musaafiron ko naveed-e-safar nazar nahi aati
سرائے خانہء دُنیا میں شام ہوتی ہے
مسافروں کو نویدِ سفر نہیں آتی
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO