
Table of Contents
Aaya Na Tujhe Raas Koi Ghar Bhi Qafas Bhi
Mohsin Naqvi Poetry
Aaya Na Tujhe Raas Koi Ghar Bhi Qafas Bhi
Ab Aey Dil-E-Kamzarf Kisi Shehar Me Bus Bhi
Thukra K Jo Aaya Hai Samundar Ki Sakhawat
Ab Dasht-E-Musafat Me Ghataon Ko Taras Bhi
Main Pyas Ka Sehra Ke Guzar Gah Hon Teri
Tu Abar Ki Surat Hai Kabhi Mujh Pe Baras Bhi
Mohsin Mujhe Cherain Gay Bohat Chaand, Nadi, Phool
Aaya Na Mera Yaar Agar Ab Ke Baras Bhi
آیا نہ تجھے راس، کوئی گھر بھی، قفس بھیاب اے دل کم ظرف، کسی شہر میں بس بھی ٹھکرا کے جو آیا ہے سمندر کی سخاوتاب دشت مسافت میں، گھٹاؤں کو ترس بھی میں پیاس کا صحرا، کہ گزر گاہ ہوں تیریتو ابر کی صورت ہے، کبھی مجھ پہ برس بھی محسن مجھے چھیڑیں گے بہت چاند، ندی، پھولآیا نہ میرا یار اگر اب کے برس بھی Hijar Ka Taara Doob Chala Hai Dhalne Lagi Hai Raat Wasi – PoetryKisi Ki Aankh Se Sapne Chura Kar Kuch Nahi Milta – Wasi ShahItney Mukhtalif Kyun Hein Faislon Ke Paymaaney – Urdu PoetryKisi Ghareeb Ki Barson Ki Aarzu Ho Jaaun – Munawwar Rana
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO