
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Aawargi Mein Mohisn Is ko Bhi Hunar Jana
Mohsin Naqvi Poetry
Aawargi Mein Mohisn Is ko Bhi hunar janaIqrar-e-wafa krna,phir us se mukar jana آوارگی میں محسن ، اِس کو بھی ھُنر جانااقرارِ وَفا کرنا ، پھر اُس سے مُکر جانا Jab khwab Nhi koi, kiya zindgi ka krnaHr subh ko jee utthna Hr raat ko mar jana جب خواب نہیں کوئی ، کیا عمر کا طے کرناھر صُبح کو جی اُٹھنا ، ھر رات کو مَر جانا Shab bhar k thikaney ko ik chatt ke siwa kia HaiKia waqt pe ghar jana, Kia dair se ghr jana شب بھر کے ٹھکانے کو ، اِک چھت کے سِوا کیا ھےکیا وقت پہ گھر جانا ، کیا دیر سے گھر جانا Aisa na ho dariya Mein tum baar-e-giraan thehroJab log ziyada hon kashti se Uttar jana ایسا نہ ھو دریا میں ، تم بارِ گراں ٹھہروجب لوگ زیادہ ھوں ، کشتی سے اُتر جانا Suqrat ke peene se kia mujh pe Ayaan hotaKhud zehr Piya Main ne tb uska Asar jana سقراط کے پینے سے ، کیا مجھ پہ عیاں ھوتاخود زھر پیا میں نے ، تب اُس کا اَثر جانا Jab bhi nazar aao gy hum tum ko pukarein geChaho to thehar jana chaho to guzar jana جب بھی نظر آؤ گے ، ھم تم کو پکاریں گےچاھو تو ٹھہر جانا ، چاھو تو گُزر جانا Ye Chubhan Akelepan Ki, Ye Lagan Udas Shab Se – PoetryDin Guzar Jain Gay Sarkar Koi Baat NahiSaanp Hee Saanp Nazar Aatay Hain Khwaabon Mein MujheDil Bhi Bujha Ho Shaam Ki Parchaiyaan Bhi Hun – Ahmad Faraz
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO