Table of Contents
Aashiqui Be Dili Se Mushkil Hai
Ahmad Faraz Poetry
Aashiqui be dili se mushkil hai
Phir mohabbat usi se mushkil hai
عاشقی بے دلی سے مشکل ہے
پھر محبت اسی سے مشکل ہے
Ishq aagaaz hi se mushkil hai
Sabr karna abhi se mushkil hai
عشق آغاز ہی سے مشکل ہے
صبر کرنا ابھی سے مشکل ہے
Hum Ko Aasaan hain aur humare liye
Dushmani dosti se mushkil hai
ہم کو آساں ہیں اور ہمارے لیے
دشمنی دوستی سے مشکل ہے
Jis ko sab bewafa samajhate hon
Bewafaai usi se mushkil hai
جس کو سب بے وفا سمجھتے ہیں
Ek ko dusre se sahel na jaan
Har koi har kisi se mushkil hai
ایک کو دوسرے سے سہل نہ جان
ہر کوئی ہر کسی سے مشکل ہے
Tu bazid hai to jaa ‘faraz’ magar
Waapasi us gali se mushkil hai
تو بضد ہے تو جا فراز مگر
واپسی اس گلی سے مشکل ہے
Mujh Ko Begaana Kar Gaye Mere Din – Jaun Elia
Baarish Hui To Phoolon Ke Tan Chaak Ho Gaye – Parveen Shakir
Meri Shaam-E-Gham Ko Wo Bahlaa Rahe Hain – Akhtar Shirani
Two Line Tanhaai Poetry Collection in Urdu/Hindi
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO