
Urdu, Poetry, Quote, Shayari, Aqwal, Sad Poetry, Urdu Poetry, Love Poetry, Islamic Poetry, Nazm, Ghazal, Iqbal, Parveen Shakir, Jaun Elia, Ahmed Faraz, Faiz Ahmed Faiz, Bashir Badr, Rahat Indori, Mohsin Naqvi, Mir Taki Mir, Mirza Ghalib, Gulzar, Tehzeeb Hafi, Javed Akhtar, Ada Jaffery, Firaq Gorakhpuri, Sahil Ludhianvi, Majrooh Sultanpuri, Nida Fazli, Wasim Barelvi, Akbar Allahabadi, Ibn-e-Insha
Table of Contents
Aankh Ki Ye Ek Hasrat Thi Ki Bas Puri Hui
Poet: Shehryar
aankh ki ye ek hasrat thi ki bas puri hui
aansuon mein bhig jaane ki hawas puri hui
آنکھ کی یہ اک حسرت تھی کہ بس پوری ہوئی
آنسؤوں میں بھیگ جانے کی ہؤس پوری aa rahi hai jism ki diwar girne ki sada
ek ajab khwahish thi jo ab ke baras puri hui آرہی ہیے جسم کی دیوار گرنے کی صدااک عجب خواہش تھی جو اب کے برس پوری ہوئی is khizan-asar lamhe ki hikayat hai yahiek gul-e-na-afrida ki hawas puri hui اس خزاں آثار لمحے کی حکایت ہیے یہیاک گلِ نا آفریدہ کی ہوس پوری ہوئی
aag ke shoalon se sara shahr raushan ho gaya
ho mubarak aarzu-e-khar-o-khas puri hui
آگ کے شعلوں سے سارا شہر روشن ہو گیا
ہو مبارک آرزوئے خار و خس پوری ہوئی
kaisi dastak thi ki darwaze muqaffal ho gaye
aur is ke sath rudad-e-qafas puri hui
کیسی دستک تھی کہ دروازے مقفل ہو گئے
اور اس کے ساتھ رودادِ قفس پوری ہوئی To Apne Phool Se Honton Ko Raigaan Mat Kar – URDUNAMA.NETMarhale Shoq Ke Dushwar Howa Karte Hain – Mohsin NaqviTere Qareeb Aa Ke Bari Uljhanon Main Hoon – Ahmad Faraz
FOLLOW US:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO