Table of Contents
Aaj Ashk Mere Naat Sunayein Tou Ajab Kya
Aaj Ashk Mere Naat sunayein tou ajab kya
Sun kar wo mujhe pas bulaye to ajab kya
آج اشک میرے نعت سنائیں تو عجب کیا
سن کر وہ مجھے پاس بلائیں تو عجب کیا
Un par to gunahgar ka sab hal khula hai
Us par bhi wo Daman main chhupaye to ajab kya
Us par bhi wo Daman main chhupaye to ajab kya
ان پر تو گنہگار کا سب حال کھلا ہے
اس پر بھی وہ دامن میں چھپائیں تو عجب کیا
Munh dhanp ke Rakhna ke Gunahgar bahut hu
Mayyat ko Meri Dekhne aye to ajab kya
Mayyat ko Meri Dekhne aye to ajab kya
منہ ڈھانپ کے رکھنا کہ گنہگار بہت ہوں
میت میری دیکھنے آئیں تو عجب کیا
Deedar ke qabil to nahi chasme tamnna
Lekin wo kabhi khawab main aye to ajab kya
Lekin wo kabhi khawab main aye to ajab kya
دیدار کے قابل تو کہاں میری نظر ھے
لیکن وہ کبھی خواب میں آئیں تو عجب کیا
Ne zaad safar hai na koi kam bhale hai
Phir bhi mujhe Sarkar bulaye to ajab kya
Phir bhi mujhe Sarkar bulaye to ajab kya
نہ زاد سفر ہے نہ کوئی کام بھلے ہیں
پھر بھی ہمیں سرکار بلائیں تو عجب کیا
Hasil jinhain Aqa ki ghulami ka saraf hai
Thokar se wo murdo ko jilaye to ajab kya
Thokar se wo murdo ko jilaye to ajab kya
حاصل جنہیں آقا کی غلامی کا شرف ہے
ٹھوکر سے وہ مردوں کو جلائیں تو عجب کیا
Wo Husne do Aalam hai Adib unke qadam se
Sehra main agar phool khil aye to ajab kya
وہ حسن دوعالم ہیں ادیب ان کے قدم سے
صحرا میں اگر پھول کھلائیں تو عجب کیا
ادیب رائے پوری
Follow Us:
Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO