
2 Lines Udas Shayari
2 Lines Udas Shayari Collection in Urdu – 2 Lines Urdu Sad Poetry
غم حیات نے بخشے ہیں سارے سناٹے
کبھی ہمارے بھی پہلو میں دل دھڑکتا تھا
Gham-e-Hayat Ny bakhshe Hain saare sanate
kabhi hamare bhi pehloo mein dil dharakta tha
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
میں نے کانٹوں کو بھی چھوکربتایا ہے اسے
ایسے چھبتا ہے تیرا بدلہ ہوا لہجہ مجھے
mein ne kaanton ko bhi Choo Kar btaya hai usay
aisay Chubhta hai tera badla sun-hwa lehja mujhe
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
ﻗﺎﺻﺪ نےﺩﯼ ﺧﺒﺮ ﮐﮧ ﺁئیںﮔﮯ وﮦ ﺭﺍﺕ ﮐﻭ
ﺍﺗﻨﺎ ﮐﯿﺍ ﭼﺭﺍﻏﺎﮞ ﮐﮧ ﮔﮭﺭ ﮨﯽ ﺟﻼ دیا
Qasid ne di Khabar keh ayainge woh raat ko
itna kya charaghan keh ghar he jala diya
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
مدّت ہوئی کہ خود سے کہیں لاپتہ ہوں میں
گم راستے میں ہوں یا کوئی راستہ ہوں میں
muddat hui ke khud se kahin la patah hoon mein
gum rastay mein hoon ya koi rasta hoon mein
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
بس اک بار دیکھا تھا اُن کو
اب میــرا حـــال دیکھنے لــــوگ آتے ہیں
bas ik baar dekha tha unko
ab mera haal dekhnay log atay hain
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
وہ جو کترا کے نکلتا تھا مرے رستے سے
اب سنا ہے کہ مرے نقش قدم ڈھونڈتا ہے
woh jo katra ke nikalta tha marey raste se
ab suna hai ke marey naqsh qadam dhoondata hai
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
ﮨﻢ ﺟﻮ ﭼﻠﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﺗﯿﺮﮮ ﻋﺸﻖ ﮐﮯ ﺍﻧﮕﺎﺭﻭﮞ ﭘﺮ
ﭘﺎﺅُﮞ ﺗﻮ ﺟﻠﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻣﮕﺮ ﺩﻝ ﮐﻮ ﻗﺮﺍﺭ ﺍٓﺗﺎ ﮨﮯ
hum jo chalte hai tere ishq ke angaron par
paon tou jalte hain magar dil ko qarar aata hai
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
قاتل کی یہ دلیل منصف نے مان لی
مقتول خود گرا تھا خنجر کی نوک پر
qaatil ki yeh Daleel munsif ne maan li
maqtool khud gira tha khanjar ki noke par
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
اپنی تحریر سے کچھ ایسا أبھاروں گا تجھے
پڑھنے والے تیری ____ تصویر بنا ڈالیں گے
apni tehreer se kuch aisa ubharon ga tujhe
parhnay walay teri ____ tasweer bana dalain ge
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
گھڑی کی ٹک ٹک کو معمولی مت سمجھو
یہ زندگی کے درخت پر کلہاڑی کی وار ھے
ghari ki tik tik ko mamooli mat samjho
yeh zindagi ke darakht par kulhaari ki waar he
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
ہزار اس نے یہ چاہا کہ میں بکھر جاؤں
سو میں نے صبر کیا، صبر بھی قیامت کا
hazaar is nay yeh chaha ke mein bikhar jaoon
so mein nay saber kya, saber bhi qayamat ka
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
سکون کی تلاش میں ہم دل بیچنے نکلے تھے
خریدار درد بھی دے گئے اور دل بھی لے گئے
sukoon ki talaash mein hum dil baichnay niklay thay
khredar dard bhi day gaye aur dil bhi le gaye
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
کہاں کہاں سے نوچوں خود کو
کہاں کہاں تم بسے ہو مجھ میں
kahan kahan se nochun khud ko
kahan kahan tum basey ho mujh mein
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
ﺫﮐﺮ ﺗﮭﺎ ﺑﻦ ﺑﺴﮯ ﺍﺟﮍﻧﮯ ﮐﺎ
ﻟﻮﮒ ﺩﯾﻨﮯ ﻟﮕﮯ ﻣﺜﺎﻝ ﻣﯿﺮﯼ
Zikr tha bin base ujarne ka
log dene lage misaal meri
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
کہانی ختم ہوئی اور ایسے ختم ہوئی
کہ لوگ رونے لگے تالیاں بجاتے ہوئی
kahani khatam hui aur aisay khatam hui
ke log ronay lagey taliyan bajatay hui
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
وُہ تعلق بھی عارضی نِکلا
عُمر بیتی جِسے نِبھانے میں
woh talluq bhi arzi Nikla
umar beeti jِise nibhanay mein
‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒‒
Read More:
FOLLOW US:
● Facebook: Https://Bit.Ly/3kz8I6e
● Pinterest: Https://Bit.Ly/32MdcAm
● Youtube: Https://Bit.Ly/35blMZO