![Parai Aag Pe Roti Nahi Banaunga - Tehzeeb Hafi Poetry](https://urdunama.info/wp-content/uploads/2021/06/Untitled-2021-06-08T160622.675.jpg)
Parai Aag Pe Roti Nahi Banaunga – Tehzeeb Hafi Poetry
Parai Aag Pe Roti nahi banaunga
main bheeg jaunga chhatri nahi banaunga
پرائی آگ پہ روٹی نہیں بناؤں گا
میں بھیگ جاؤں گا چھتری نہیں بناؤں گا agar Khuda ne banane ka ikhtiyar diya
alam banaunga barchi nahi banaunga اگر خدا نے بنانے کا اختیار دیاعلم بناؤں گا برچھی نہیں بناؤں گا fareb de ke tera jism jeet loon lekin
main ped kaat ke kashti nahi banaunga فریب دے کے ترا جسم جیت لوں لیکنمیں پیڑ کاٹ کے کشتی نہیں بناؤں گا se koi bhi guzre to chounk uthta hoon
naye makan mein khidki nahi banaunga گلی سے کوئی بھی گزرے تو چونک اٹھتا ہوںنئے مکان میں کھڑکی نہیں بناؤں گا
main dushmanon se agar jang jit bhi jaon
to un ki aurtain qeidi nahi banaunga
میں دشمنوں سے اگر جنگ جیت بھی جاؤں
تو اُن کی عورتیں قیدی نہیں بناؤں گا tumhein pata to chale be-zaban chiz ka dukh
main ab charagh ki lau hi nahi banaunga تمہیں پتا تو چلے بے زبان چیز کا دکھمیں اب چراغ کی لو ہی نہیں بناؤں گا main ek film banaunga apne sarwat par
aur is mein rail ki patri nahi banaunga میں ایک فلم بناؤں گا اپنے ثروت پراور اُس میں ریل کی پٹری نہیں بناؤں گا Tera Chup Rehna Mere Zehan Mein Kya Baith Gaya – Tehzaeeb HafiNaye Kapre Badal Kar Jaon Kahan – Nasir Kazmi PoetryIdhar Zindagi Ka Janaza Uthey Ga – Attaullah Khan Esakhelvi LyricsDil-e-Be Khabar Zara Hosla – Amjad Islam Amjad – Urdu PoetrySUBSCRIBE OUR YOUTUBE CHANNEL!